Vaaste Song Whatsapp Video Status Download | Dhuvani Bhanushali


Vaaste Song Whatsapp Video Status Download | Dhuvani Bhanushali



Movie/album: Vaaste (2019)
Singers: Dhvani Bhanushali, Nikhil D'Souza
Song Lyricists: Arafat Mehmood
Music Composer: Tanishk Bagchi
Music Director: Tanishk Bagchi
Music Label: Vaaste
Starring: Dhvani Bhanushali, Nikhil D'souza, Tanishk Bagchi, Arafat Mehmood

Vaaste Song Whatsapp Video Status 


DOWNLOAD THE VIDEO FROM HERE


SONG LYRICS


Vaaste jaan bhi doon
Main gawaah imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Badle mein tere jo Khuda khud bhi de
Jannatein sach kahoon chhod doon
Tumse zyada main na jaanu
Tumse khudko main pehchaanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Tumse zyada main na jaanu
Tumse khudko main pehchaanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaah imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Tere alawa koi bhi khwahish
Nahi hai baaki dil mein
Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
Tujhi se jaaun mil main
Tere alawa koi bhi khwahish
Nahi hai baaki dil mein
Kadam uthaaun jahaan bhi jaaun
Tujhi se jaaun mil main
Tere liye mera safar
Tere bina main jaaun kidhar
Tumse zyada main na jaanu
Tumse khudko main pehchaanu
Tumko bas main apna maanu mahiya
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaah imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon
Badle mein tere jo Khuda khud bhi de
Jannatein sach kahoon chhod doon
Tu hi savera mera
Tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera
Khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru ye mera kaarwan
Tujhi pe jaake khatam
Ye mera saara jahaan
Vaaste jaan bhi doon
Main gawaah imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon


ORIGINAL CREDITS GOES TO T-Series

ORIGINAL SONG VIDEO







Post a Comment

0 Comments